Nazar Ki Dua | Buri Nazar Ki Dua

Nazar e bad ki dua Hadees shareef me hai ki nazar e bad ka lagna haq hai.

Ahadees e mubaraka me bhi nazar e bad ki taasir aour uski haqeeqat ka mukhtalif ziker aaya hai. hum mukhtesar uski haqeeqat ko samajhne ke liye chand ahadees ka jaiza lenge .

Hazrat Abu Huraira se marwi hai ke Huzoor Sallalahu Alihi Wa Sallam ne farmaya ke nazar e bad ka lagna haq hai. Nazar e bad kitna sangeen asar rakhti hai kuch riwayaton se pata chalta hai Abdul Rahman Bin Jaber apne walid se bayan karte hai ke Rasool Allah Sallahu Alaihi Wa Sallam ne farmaya ki meri ummat me aksar log jo allah ki kitab aour uske faisle aour uski taqdeer ke bad faout (death) honge woh nazar e bad se honge.

Nazar Ki Dua

nazar ki dua

Nazar Utarne Ki Dua In English | Evil Eye Dua

A’uzu bi kalimatilla hit-taammati min kulli shaytaa new-wa hammah wa min kulli ay nil-lammah O Allah!

I seek Refuge with Your Perfect Words from every devil and from poisonous pests and from every evil, harmful, envious eye.

The Prophet (ﷺ) used to seek Refuge with Allah for Al-Hasan and Al-Husain and say: "Your forefather (i.e. Abraham) used to seek Refuge with Allah for Ishmael and Isaac by reciting the following: 'O Allah! I seek Refuge with Your Perfect Words from every devil and from poisonous pests and from every evil, harmful, envious eye.'"
[Sahih al-Bukhari 3371]
nazar utarne ki dua

You Might Also Like

Safar Ki Dua | Safar Dua In Hindi

Iftar Ki Dua | Iftar Kholne Ki Dua | Roza Iftar Ki Dua

Taraweeh Ki Dua | तरावीह की दुआ

Ghar se nikalne ki dua| Dua for leaving home

See also  Istikhara ki dua | इस्तिखारा के लिए दुआ

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top