Ayatul Kursi | Ayatul Kursi in Hindi | Ayatul Kursi in Roman English

Allah taala ke piyare Habib huzoor sallallahu alaihi wasallam ne quran Pak mein maujuda ayatul kursi ki bahot tarif farmai hai Muslim Sharif ki ek Hadees Pak hai ke huzoor sallallaho alahi wa sallam ne farmaya ke Quran Majeed mein maujud aayaten Mubarak mein sawab ke liye aayatul kursi buzurg treen hai aayatal kursi Aaseb aur Shaitan ke dafiye ke liye bahut khoob hai.

Huzoor sallahu alaihi wa sallam ne farmaya ki quran majeed ki surah baqara me ek aayat hai jo tamam aayaton ki sardar hai ye aayart jis ghar me padhi jati hai shaitan wahan se bhag jata hai.

Hazrat Ali razi Allah tala anhu farmate Hain ki maine huzoor Nabi Karim sallallahu alaihi wasallam ko yah farmate hue Suna ki jo shakhs har namaz ke baad aayatul kursi padhe isko koi chij Jannat mein dakhil hone se nahin rok sakti vah marte hi Jannat mein jata hai.

Ayatul Kursi

आयतुल कुर्सी

Ayarul kursi in hindi | आयतुल कुर्सी हिन्दी

Ayatul Kursi Video

Ayatul Kursi in Hindi meaning

अल्लाह वह ज़ात है जिसके इलावा कोई सच्चा माबूद नहीं है । हमेशा ज़िंदा रहने वाला और (सब) को क़ायम रखने वाला है , न उसे ऊंघ आती है न नींद , उसी के लिये है जो आसमानों में है और जो ज़मीन में है, कौन है जो उसकी इजाज़त के बगैर उसके पास सिफ़ारिश कर सके, जो लोगों के सामने है और जो उनके पीछे है सब को जानता है, लोग उसके इल्म में से किसी चीज़ का अहाता नहीं कर सकते मगर जो वह चाहे, उसी की कुर्सी आसमानों और ज़मीन को घेरे हुए है, और दोनों की हिफाज़त उसे थकाती नहीं, और वह बुलंद अज़मत वाला है

See also  Namaz e Janaza Ka Tareeqa | Janaze Ki Dua

Ayatul Kursi In English

Allahu laaa ilaaha illaa huwal haiyul qai-yoom; laa taakhuzuhoo sinatunw wa laa nawm; lahoo maa fissamaawaati wa maa fil ard; man zallazee yashfa'u indahooo illaa be iznih; ya'lamu maa baina aideehim wa maa khalfahum; wa laa yuheetoona beshai 'immin 'ilmihee illa be maa shaaaa; wasi'a kursiyyuhus samaa waati wal arda wa la ya'ooduho hifzuhumaa; wa huwal aliyyul 'azeem

Ayatul Kursi Meaning In English

Allah! There is no god but He – the Living, the Self-subsisting, Eternal. No slumber can seize Him nor Sleep. His are all things in the heavens and on earth. Who is there that can intercede in His presence except as he permitteth? He knoweth what (appeareth to His creatures As) Before or After or Behind them. Nor shall they compass aught of His knowledge except as He willeth. His throne doth extend over the heavens and on earth, and He feeleth no fatigue in guarding and preserving them, For He is the Most High, the Supreme (in glory).

You Might Also Like

Safar Ki Dua | Safar Dua In Hindi

Iftar Ki Dua | Iftar Kholne Ki Dua | Roza Iftar Ki Dua

Taraweeh Ki Dua | तरावीह की दुआ

Ghar se nikalne ki dua| Dua for leaving home

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top