Sote Waqt Ki Dua | Sleeping Dua | Dua Before Sleeping

Islam ne hame zindagi guzarne ka mukammal tariqe bataya hai insan ko duniya aour aakhirat ke tamam mushkilat aour isme aane wali takaleef se islam hame bachata aour hamari rahbari karta hai .jisme dua bhi ek rahbar hai jo hamari duniya aour akhirat ki ek rahbar hai.

huzoor sallallahu alaihi wa sallam ne farmaya hai dua bahtreern ibadat hai .

Sayyedana huzaifa radiallahu tala bayan karte hain Huzoor sallallahu alaihi wa sallam ka ye mamool tha ke jab aap sone ke liye bistar par lette to apna hath apne ruksar ke neeche rakhte aour ye dua padha karte (اَللّٰھُمَّ بِاسْمِکَ اَمُوْتُ وَاَحْیٰ)

dua ibadat ka maghz hai.dua taqdeer ko badalti hai.dua insan ko allah ke khareeb karti hai.

Sote waqt ki dua padhne se insan allah ki aman me rahta hai. Hum sabko sote waqt hamesha is dua ka ahtemam karna chahiye.

Sleeping Dua In English | Dua Before Sleeping

O Allah (Almighty) I Live And Die With Your Name.

Sleeping dua is a way to promise yourself the activity with good intention.

Recite this dua before sleeping. The Holy Prophet Muhammad (Peace Be Upon Him) taught the dua to his Ummah for different matters such as safety, family, food, travel, sickness, dressing, etc. However, the Dua Before Sleeping (Sote Waqt Ki Dua) is among the key supplications.

You Might Also Like

Safar Ki Dua | Safar Dua In Hindi

Iftar Ki Dua | Iftar Kholne Ki Dua | Roza Iftar Ki Dua

Taraweeh Ki Dua | तरावीह की दुआ

Ghar se nikalne ki dua| Dua for leaving home

See also  Dua e Qunoot | Dua e Qunoot in Roman Translation

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top