Anabia Name Meaning In Urdu
Anabia name meaning in urdu is . Anabia ek muslim name hai jis ka matlab hai( جنّت کا دروازہ)(jannat ka darwaza ).
Anabia name meaning (انابیہ نام کا مطلب جنّت کا دروازہ)
e nafsiyat ke nazdeeq name insan ki shakhsiyat par bahot asar andaz hota hai achche name ki achchi taseer aour bure name ki buri taseer hoti hai. dekha jata hai ki maine ke hisab se bahot kam name rakhe jate hai.
Nabi kareem sallahu alaihi wa sallam ne namon ke bare me bhi apni rai ka izhar farmate they.
Nabi kareem sallahu alaihi wa sallam ki khidmat me ek ladka laya gaya. aap sallallahu aliahi wa sallam ne iska name maloom kiya ‘ to jawab mila ‘saib’ yani (Aazad) is par nabi sallahu alaihi wa sallam ne farmaya is ka name(صائب) ‘saib’ ke bajaiye abdullah rakho rawi ka bayan hai logon ne uska bachche kaname saib hi rahne diya ,jis ki wajah se woh us waqt nahi mara jab tak uski aqal na chali gayi aour diwana hogaya.
Hazart ibne umair se riwayat hai ke hazrat umar ki ek beti ka name aasiya tha, huzoor sallahu alahi wa sallam ne uska name badal kar jameela rakh diya.
Musalman hone ke nate hum sabko ek dusre ko achche name se pukarna chahiye kyunke iske bare me nabi kareen sallahu alihi wa sallam ne farmaya’ tum me se bahtreen musalman woh hai jiske hath aour zuban se dusra musalman mashfooz rahe.
Anabiya name ka matlab|انابیہ نام کا مطلب
.انابیہ نام کا مطلب جنّت کا دروازہ ہے بہت ہی پیارا نام اور اس نام کے بہت پیارے معنی ہےانابیہ نام صرف لڑکیوں کا ہوتا ہے
ماہرین نفسیات کے نزدیک نام انسان کی شخصیت پر بہت اثر انداز ہوتا ہے اچھے نام کی اچھی تاثیر اور برے نام کی بری تاثیر ہوتی ہے دیکھا جاتا ہے کہ معنی کے حساب سے بہت کم نام رکھے جاتے ہیں جس کا اثر انسانی زندگی کے اوپر بہت برا پڑتا ہے ۔
Name ke maine kitne ahem hote hai aoir iski taaseerbhi.
نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے ناموں کے بارے میں بھی اپنی رائے کا اظہار فرمایا ہے نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم کی خدمت میں ایک لڑکا لایا گیا اپ صلی اللہ علیہ وسلم نے اس کا نام دریافت کیا تو جواب ملا اس کا نام صاحب یعنی ازاد ہے اس پر نبی کریم صلی اللہ علیہ وسلم نے فرمایا اس کا نام صاحب کے بجائے عبداللہ رکھو راوی کا بیان ہے لوگوں نے اس بچے کا نام صاحب ہی رہنے دیا جس کی وجہ سے وہ اس وقت تک نہیں مرا جب تک اس کی عقل نہ چلی گئی اور دیوانہ ہو گیا.
urdu name meaning book
Deenoiman ki team bahot jald namon ki ek book pulish karne ja rahi hai jisse hamare viewers ki bahor aasani hogi.islam aour shariyat ko madde nazae rakhte huwe is book ko publish kiya jayega iske liye hamari web site deenoiman par visit karen jazakallah.
urdu ke ye name hai jinka matlab bahoot hi achche hai
sana . sana ek muslim name hai jo ladkiyon ka rakha jata hai aour is ka maine aour matlab ( taarif )
jab bhi new born baby ho to sab se pahle uska ek piyara sa name rakha jata hai. koshish larna chahiye ziyada tar apne ladka ya ladki ka name sahaba aour allah ke namon me se dekh kar rakhna cahahiye.
jaisa ke hamne oopar dekha ke galat aoiur bure taasir wale name rakhne se insan ki zindagi par bure asrat murattib hote hai .